I R I R S

Ridwan Ke Wishes kisikey janamdin par

janam din mubarak ho, mubarak ho janamdin,
aapkey jeevan main, baar baar aaye yeh din.

Duniya ka malik, aapko aur unko bakshey acchi sehet,
khushiyaon he khushiyaon, Barasti rahey uski nasihat.

mana aaina nahi gata megh malhar, tumharey liye,
fir bhi bahut kuch ho sakta hai unkey liye.

sharirik shakti, agar kuch kam ho bhi gayee, toh kya hai?,
tajurbey ka khajana,chedda ne jama kiya hai.

aapka waqt hai,naujawan hai, pahnayee hai jeevan sathi ney jaymala,
ab bhi waqt hai budhimani, paropakar, seva par nahi lagta tala.

parivartan hai niyam kudrat ka, sir jhukakakar aapney kabul kiya,
jo bhi chaha tumhney jidagi main, ijjat, imandari sey vasul kiya.

Sukha gulab, javan logon ko nahi deta aanand,
sukhi pankhudiyan, ban sakti dawayian. banti gulkand.

Lekin aap toh gulab leke jana aur wish karna,
kya pata kab ______ ha kahey. (Blank Site Main Ladki ka Naam Hai… he he he)

janam din mubarak ho, mubarak ho janamdin|

Ridwan Kaun hai woh ladki ?

From Love Jeetendra… tera Pyara Pyara Dost

January 29, 2008 - Posted by | Uncategorized

1 Comment »

  1. abbe kutte yeh toh tune mereko likha tha !!!!

    Comment by Ridwan | January 29, 2008


Leave a comment